BREAKING NEWS

Unki Taraf Se By Nusrat Fateh Ali Khan Mp3 With Compelete Lyrics

 Nusrat Fateh Ali Khan did perform numerous ghazals throughout his career, and his renditions of ghazals are highly regarded by fans of his music. Some of his famous ghazals include "Dekhte Dekhte," "Mera Piya Ghar Aaya," "Tum Ek Gorakh Dhanda Ho," and "Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

."

Compelete Lyrics

Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon

Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon............

Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon

Ghamgusaro Se Bach Ke Chalta Hon

Mujh Ko Dhoka Diya Saharo Ne

Ab Sahaaro Se Bach Ke Chalta Hon

Aqal Ke Rog Maar Daite Hain

Ishq Ke Sog Maar Daite Hain

Aadmi Khud ba Khud Nahi Marta

Doosre Log Maar Daite Hain

Sheeraza e Hayat Parishan Ho Giya

Yeh Marhala Bhi Khair Se Asaan Ho Giya

Mere Sakoon e Dil ko To Hona He Tha Tabha

Un Ki Bhi Ik Nigaah Ka Nuqsan Ho Giya

Unki Taraf Se,

Unki Taraf Se,

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Hum Jis Se Darr Rahe Thy

Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai

Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai

Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai

Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai

Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai

Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai

Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai

Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai

Ainaa Dekhne Mein Nayi Baat Ho Gai

Ainaa Dekhne Mein Nayi Baat Ho Gai

Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai

Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai

Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai

Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai

Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai

Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai

Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai

Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai

Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai

Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai

Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai

Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai

Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai

Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker

Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker

Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker

Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai

Aankh Kambakht Se Us Bazm Mein Aansoo Na Ruka

Aankh Kambakht Se Us Bazm Mein Aansoo Na Ruka

Aik Qatray Ne Doboya Mujhe Samundar Ho Ker

Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai

Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu

Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu

Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu

Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu

Uthi Idhar Nigaah Udhar Baat Ho Gai

Uthi Idhar Nigaah Udhar Baat Ho Gai

Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar

Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar

Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar

Sooraj Chupa

Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai

Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai

Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai

Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Share:

Copyright © 2023 Nusrat Records. Designed by Nusrat Records - Nusrat Records