Yeah Joh Halka Halka Suroor Hai is one of the best qawali of The Legend Nusrat Fateh Ali Khan . He sang many qawalis, Ghazals, Naats and many songs in Bollywood and Hollywood. Nusrat Fateh Ali Khan Is Known as the master of singing in the universe. Now you will litsen the most famous and great qawali of Nusrat Fateh Ali Khan named Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai .
Download : Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai Compelete Qawali
Download : Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai Modified Version
Lyrics Poets : Jigar Moradabadi, Abdul Hameed Adam, Anwar Jogi
Saqi Ki Her Nigah Pe Bal Kha Key Pee Gya Lehro Se Khailta Huwa Lehra Key Pee Gya Ae Rehmat e Tamam Meri Her Khata Muaaf Mein Intehaa e Shouq Mein Ghabra Ke Pee Gya Peeta Bagair Izan, Yeh Kab Thi Meri Majaal Dar Parda Chashm e Yaar Ki Sheh Paa Ke Pee Gya Zahid Yeh Meri Shokhi e Rinda Na Daikhna Rehmat Ko Baton Baton Mein Behla Ke Pee Gya Oodi Oodi Ghataien Aati Hain Mutribo Ki Nawaien Aati Hain Kis Ke Gaisoo Khule Hain Sawan Mein Mehki Mehki Hawaien Aati Hain Aao Sehan e Chaman Mein Raqas Kare Saaz Le Ker Ghataien Aati Hain Daikh Ker Unki Ankharion Ko Adam Maikado Ko Hayaien Aati Hain Paas Rehta Hai Door Rehta Hai Koi Dil Mein Zaroor Rehta Hai Jab Se Daikha Hai Unki Aankho Ko Halka Halka Saroor Rehta Hai Aiese Rehte Hain Woh Mere Dil Mein Jese Zulmat Mein Noor Rehta Hai Ab Adam Ka Yeh Haal Hai Her Dam Mast Rehta Hai Choor Rehta Hai Saqi Ki Har Nigah Pay Bal Kha K P Gaya
Lehroon Say Khailta Hoa Lehra K P Gaya Ey Rehmat-e-tamaam Meri Har Khata Muaf Mein Intiha-e-shouq (mein) Say Ghabra K P Gaya Peta Baghair Izm Yeah Kab Thi Meri Majaal Dar Pardah Chashm-e-yaar Ki Shay Pa K P Gaya Paas Rehta Hai Duur Rehta Hai Koi Dil Mein Zaroor Rehta Hai Jab Say Dekha Hai Un Ki Aankhon Ko Halka Halka Suroor Rehta Hai Aisay Rehtay Hein Koi Mere Dil Mein Jaisay Zulmat Mein Noor Rehta Hai Ab Adam Ka Yeah Haal Hai Har Waqt Mast Rehta Hai Chuur Rehta Hai
Yeah Joh Halka Halka Suroor Hai Yeah Teri Nazar Ka Qasoor Hai K Sharab Peena Sikha Diya Tairay Pyar Nai, Teri Chaah Nai Teri Behki Behki Nigaah Nai Mujhay Ik Sharabi Bana Diya� Sharab Kaisi (what Drink), Khumaar Kaisa (what Elevation) Yeah Sub Tumhari Nawazishein Hein (it Is All Your Gift) Pilai Hai Kiss Nazar Say Tu Nai (how I Have Been Made Into An Addict) K Mujhko Apni Khabar Nahi Hai (i Have No Awareness Of Myself) Teri Behki Behki Nigah Nai (your Lost Looks) Mujhe Ik Sharabi Bana Dia.... Sara Jahan Must, Jahan Ka Nizam (system) Must Din Must, Raat Must, Saher (morning) Must, Shaam Must Dil Must, Sheesha Must, Sabu (cup Of Wine) Must, Jaam Must Hai Teri Chashm-e-must Say Her Khaas-o-aam (everyone) Must Yoon To Saqi Her Tarah Ki Tere Maikhane Mein Hai Woh Bhi Thori Si Jo In Aankhon K Paimane Mein Hai Sub Samajhta Hoon Teri Ishwa-kari (cleverness) Ay Saqi Kaam Karti Hai Nazar Naam Hai Paimane Ka.. Bus! Teri Behki Behki Nigah Nai Mujhe Ik Sharabi Bana Diya... Tera Pyar Hai Meri Zindagi (my Life Is Your Love) Tera Pyar Hai Meri Bandagi (i Am Enclosed In Your Love) Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi, Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi Na Namaz Aati Hai Mujhko, Na Wazoo Aata Hai Sajda Kar Leta Hoon, Jab Saamnay Tu Aata Hai Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai.... Mai Azal Say Banda-e-ishq Hoon, Mujhe Zohd-o-kufr Ka Gham Nahin (deep Down I Am A Lover. I Am Not Sad For Hereafter-hell) Mere Sir Ko Dar Tera Mil Gaya, Mujhe Ab Talash-e-haram Nahi Meri Bandagi Hai Wo Bandagi, Jo Muqeed-e-dair-o-haram (bounded To Any Sacrad Place) Nahi Mera Ik Nazar Tumhein Dekhna, Ba Khuda Namaz Se Kam Nahi (for Me To Look At You Is No Less Than Namaz) Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai... Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai... Tera Naam Loon Zubaan Say, Tere Aagay Sir Jhuka Doon Mera Ishq Keh Raha Hai, Mein Tujhe Khuda Bana Doon Tera Naam Mere Lub Per, Mera Tazkara Hai Dar Dar Mujhay Bhool Ja'ay Dunya, Mein Agar Tujhe Bhula Doon Mere Dil Mein Bus Rahe Hein, Tere Bepanah Jalwe Na Ho Jiss Mein Noor Tera, Woh Charagh Hi Bujha Doon Jo Pucha K Kis Tarah Hoti Hai Baarish, Jabeen (forehead) Se Paseene Ki Boondein Gira Di Jo Pucha K Kis Tarah Girti Hai Bijli, Nigahein Milaein Mila Kar Jhuka Dein Jo Pucha Shab-o-roz Milte Hain Kaise, To Chehre Pe Apne Wo Zulfein Hata Deein Jo Pucha K Naghmon Mein Jaadu Hai Kaisa, To Meethe Takallum Mein Baatein Suna Deein Jo Apni Tamanaon Ka Haal Poocha , To Jalti Howi Chand Shamein Bhujha Deein Main Kehta Reh Gaya Khata-e-mohabbat Ki Achi Saza Di Mere Dil Ki Dunya Bana Kar Mita Di, Acha! Mere Baad Kisko Satao Gay, Mujhe Kis Tarah Se Mitao Gay Kahan Ja Ke Teer Chalao Gay Meri Dosti Ki Balaein Lo Mujhe Haath Utha Kar Duaein Do, Tumhein Ek Qatil Bana Diya Mujhe Daikho Khuwahish-e-jan-e-jaan Main Wohi Hoon Anwar-e-nim Jaan Tumhain Itna Hosh Tha Jub Kahan Na Chalao Is Tarah Tum Zaban Karo Mera Shukriya Meherban Tumhein Baat Karna Sikha Diya... Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai, Yeh Teri Nazar Ka Kasoor Hai Kay Sharab Peena Sikha Diya