Lyrics Saqi Ki Her Nigah Pe Bal Kha Kay Pee Gaya
Lehron Se Khailta Hua Lehra Kay Pee Gaya Lehra Kay Jhoom, Jhoom Kay La, Muskra Kay La Phoolon Kay Ras Mein Chand Ki Kirnain Mila Kay La Kiyon Ja Rahi Hai Rooth Kay Rangeeni e Bahaar Ja Aik Martaba Isse Phir Wargla Kay La Kehte Hain Umar e Rafta Kabhi Laout'ti Nahi Ja Maikada Se Meri Jawani Utha Kay La Yeh Jo Diwane Se Do Chaar Nazar Atey Hain In Mein Kuch Sahib e Asrar Nazar Aate Hain Teri Mehfil Ka Bharam Rakhte Hain So Jate Hain Warna Yeh Log To Baidaar Nazar Atey Hain Mere Daman Mein To Kanton Kay Siwa Kuch Bhi Nahi Aap Phoolon Kay Khareedar Nazar Aate Hain Kal Jinhe Choo Nahi Sakti Thi Farishton Ki Nazar Aaj Woh Ronaq e Bazar Nazar Aate Hain Hashar Mein Kon Gawahi Meri De Ga Sagar Sab Tumhare He Tarafdaar Nazar Aate Hain Ker Rahi Hai Dar Haqeeqat Kaam Saqi Ki Nazar Maikaday Mein Gardish e Sagar Bara e Naam Hai Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Mujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Phiroon Dhoondta Maikada Tauba TaubaMujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Mujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Phiroon Dhoondta Maikada Tauba TaubaMujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Mujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba LivePhiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Mujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Mujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai Salamat Rahe Teri aankhon Ki MastiMujhe Maikashi Ki Zarorat Nahi Hai Salamat Rahe Teri aankhon Ki Masti Mujhe Maikashi Ki Zarorat Nahi Hai Salamat Rahe Teri aankhon Ki Masti Mujhe Maikashi Ki Zarorat Nahi Hai Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Na Gharaz Mujhe Harm Se, Na Khiyal e Maikada Hai Meri Zindagi Hai Tum Se, Mujhe Tum Se Wasta Hai Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Suroor Cheez Ki Miqdar Per Nahi Moqoof Sharab Kam Hi To Saqi Nazar Mila Ker Pila Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Jaam Per Jaam Peene Ka Kia Faida Subha Tak To Yeh Sari Utar Jaye Gi Teri Nazron Se Pee Hai Khuda Ki Qasam Umar Sari Nashy Mein Guzar Jaye Gi Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Khanakte Jaam Ka Mohtaj Mein Nahi Saqi Teri Nigah Salamat Mujhe Kami Kia Hai Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Dil Uska Namazi Ban Jaye Aankh Uski Gulabi Ho Jaye Tu Jis Ko Mohabbat Se Dekhy Saqi Wo Sharabi Ho Jaye Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Saqi Teri Aankhien Salamat Rahe Salamat Rahe Teri aankhon Ki Masti Mujhe Maikashi Ki Zarorat Nahi Hai Salamat Rahe Teri aankhon Ki Masti Mujhe Maikashi Ki Zarorat Nahi Hai Yeh Tarq e Taluq Ka Kia Tazkra Hai Yeh Tarq e Taluq Ka Kia Tazkra Hai [Raag e Maalti] Yeh Tarq e Taluq Ka Kia Tazkra Hai Yeh Tarq e Taluq Ka Kia Tazkra Hai Tumhare Siwa Koi Apna Nahi Hai Tumhare Siwa Koi Apna Nahi Hai Yeh Tarq e Taluq Ka Kia Tazkra Hai Tumhare Siwa Koi Apna Nahi Hai Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don
Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don
Tumhe Bhool Jane Ki Taqat Nahi Hia
Tumhe Bhool Jane Ki Taqat Nahi Hia
Her Ik Morr Per Ik Nai Maat Khaai
Her Ik Morr Per Ik Nai Maat Khaai
Rahi Dil Ki Dil Mein Zuban Tak Na Ai
Rahi Dil Ki Dil Mein Zuban Tak Na Ai
Kiye Hain Kuch Aese Karam Doston Ne
Kiye Hain Kuch Aese Karam Doston Ne Kay Ab Dushmano Ki Zaroorat Nahi Hai Kay Ab Dushmano Ki Zaroorat Nahi Hai Hazaron Tamannaien Hoti Hain Dil Mein Hazaron Tamannaien Hoti Hain Dil Mein Hazaron Tamannaien Hoti Hain Dil Mein Hamari To Bus Ik Tamanna Yehi Hai Hazaron Tamannaien Hoti Hain Dil Mein Hamari To Bus Ik Tamanna Yehi Hai Hamari To Bus Ik Tamanna Yehi Hai
Mujhe Ik Dafa Apna Keh Ker Pukaro
Mujhe Ik Dafa Apna Keh Ker Pukaro
Bus Iss Ke Siwa Koi Hasrat Nahi Hai
Mujhe Ik Dafa Apna Keh Ker Pukaro
Bus Iss Ke Siwa Koi Hasrat Nahi Hai
Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba Mujhe Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai